zindagi bhi kitni kutti cheez hai na
rulaake bhejti hai hume iss duniya mein
rulaake chhodti hai ise guzaarte hue
aur jaane ke waqt aane par
muskurahat cheen kar
rulaake bhej deti hai
ज़िंदगी भी कितनी कुत्ती चीज़ है ना
रुलाके भेजती है हमें इस दुनिया में
रुलाके छोड़ती है इसे गुज़ारते हुए
और जाने के वक़्त आने पर
मुस्कुराहट छीन कर
रुलाके भेज देती है