woh khamoshi
jo hum ne lafzon ke darmiyan chhupa di
woh theharav
jo har guftagu se gehra tha
aur woh main
jo sirf tumhare qareeb hota tha
वो ख़ामोशी
जो हमने लफ़्ज़ों के दरमियान छुपा दी
वो ठहराव
जो हर गुफ़्तगू से गहरा था
और वो मैं
जो सिर्फ़ तुम्हारे क़रीब होता था