← return
paagalon mein
the world counts us among the mad
aksar ek tarfa mohabbat karne walon ki ginti paagalon mein ki jaati hai ab unhe kya pata iss ki keemat kya hoti hai aree humse pucho janaab apnon ko apne se cheen ne ka dard kya hota hai
अक्सर एक-तरफ़ा मोहब्बत करने वालों की गिनती पागलों में की जाती है अब उन्हें क्या पता इसकी क़ीमत क्या होती है अरे हमसे पूछो जनाब अपनों को अपने से छीनने का दर्द क्या होता है