chaand pe likhne baitha
ab teri khayalaat sataye mujhe
roz yahi dua maangta hoon khuda se
tere hisse mein sirf roshni ho
aur mere mein andhera
tujhe khush dekh kar
zindagi bhar ki yaadein banani hain mujhe
चाँद पे लिखने बैठा
अब तेरी ख़यालात सताए मुझे
रोज़ यही दुआ माँगता हूँ ख़ुदा से
तेरे हिस्से में सिर्फ़ रोशनी हो
और मेरे में अँधेरा
तुझे ख़ुश देख कर
ज़िंदगी भर की यादें बनानी हैं मुझे