uske upar dil kaat kar likha maine
shayad mujhe samajh hi na paayi wo
shayad aaj bhi ek hissa
uske jaane ke sadme mein rota hai
khair… khudko kho kar zindagi guzaarna seekh liya maine
उसके ऊपर दिल काट कर लिखा मैंने
शायद मुझे समझ ही न पाई वो
शायद आज भी एक हिस्सा
उसके जाने के सदमे में रोता है
ख़ैर… ख़ुदको खो कर ज़िंदगी गुज़ारना सीख लिया मैंने