← return
barsaat
let it rain hard enough to hide my tears
inn aasuon par nazar na padhe isiliye barsaat maang raha hoon din toh guzar jaate raatein tera khayaalaat maang rahi hain main uss ke liye inn laakhon ki gintiyon mein bas ek reh gya mere liye wo ek hi thi laakhon mein
इन आँसुओं पर नज़र न पड़े इसलिए बरसात माँग रहा हूँ दिन तो गुज़र जाते रातें तेरा ख़यालात माँग रही हैं मैं उसके लिए इन लाखों की गिनतियों में बस एक रह गया मेरे लिए वो एक ही थी लाखों में